Posts

Kash tumhari dil se nikli titli ko uda le jau..

Image
Pheli baar tumhe dekha to soch liya tumhe fasa le jau, tumhari aadao me bas me kisi tarah cha jau, Hota hai kuch kuch mujhe aaj kal, Apsara ho ya koi pari jiski fizao me diwana ban jau. kash tumhari dil se nikli titli ko uda le jau.. jab tum sans lo to tumhari hawa ban jau, tumhari dukh me tumhari dua ban jau, Dil ki pari ho tum isliye  meri dil me macchi hadtal, tumhari Aankhon ke kajal ki tarah haseen ban jau. kash tumhari dil se nikli titli ko uda le jau.. Khwaish hai meri tumhari haaton se wo jam pi jau, Apni baahon me bhar kar ye jahan bhool jau, tumhari pyari hassi me kurba ho jau. Kash tumhari dil se nikli titli ko uda le jau.. mohabbat ko tumhari ab aadat bana le jau, tumhe apni jaan kehkar pukarta jau, kabhi na kabhi to socchegi mere dil ka haal, Parindon se tumhari apni pehchan kara jau. Kash tumhari dil se nikli titli ko uda le jau.. Tumhare nakhre ko madhosh hokar dekhta jau, Tu jab pareshan ho to tujhe gale lagau, Appke haa ka intezar karu filhal,

My College OP Jindal University

This is  OPJU belongs to you. Have you wonder why are u, Idhar milti 2 degree if you have knowledge too, It's better to be no girlfriend of you, Warna dost ki thappad satisfied too.. Library is a place where we talk secrectly with u, masti bharpur this place loves too. Cafeteria is a place that suits u, ho gya pyar bf and gf cares too, This is  place OPJU belongs to you. Here All festivals celebrated with u, zindagi ka maza hai becuase you are invited too.. Tafri, the place which motivate u, Dosti ka asli maza if u learn too.. Non Veg is not Allowed said strictly to u, kese banuga dabang I cried too.. Eating only chocolates and coke feels relax to u, Na hai pizza accha na panner paratha which I loves too. This is place OPJU belongs to u. Here all games provided to u, khelu kisko which I turns too. Competetion are not tough if u have idea with u, Bol do na seniors ko Sir please I play too.  Abdul Ahad To be continue...

Zindagi inke bina Mumkin Nahi - (MAA)

Image
Meri kashti thi samundra par usne mujhe nikalna sikhaya, kyuki Bachpan se lekar aajtak usne mujhe chalna sikhaya, Mere liye wo tufan se ladi, Me unke aanchal me chupta raha, Me jab bhi ro pada to usne mere sare gum ko mitaya.  Ha  Mene jannat ko dekha jo uske kadmo me samaya. Mere liye wo aayina bani jisne mujhe sundar banaya, jisne Apni pyari si baaton se muje har thokar se bachaya, Ae farishte sun le tu bhi, zameen-o-asmaan bhi sokh banaya, Maa ki ek anshu jab sare dil ko lubhaya, Ha Mene jannat ko dekha jo uske kadmo me samaya. Bachman me khud gile me sokar mujhko sukhe me sulaya, maathe par lab-e-muhabbat dekar mujhe har dard se bachaya, Ae andhera tu bhi kala ho gya, Maa ne ankhen kholi ghar me ujala ho gya. Me janta hun Mera haal muskil aasan bana, Jab jab maa ne dua ke liye hath uthaya. ha Ha Mene jannat ko dekha jo uske kadmo me samaya.

Mehfil Shayeri

Aaj mehfil sazane ki raat hai,                             Kuch aznabi yaar bhi sath hai,                           hasin chehre hai idhar sab                               kuch to baat hai..                                              Aaj nazar sirf uss par padi hai, wo hasina phoolon si sazi hai, Dekh rahe   usse hi sab Kuch to baat hai. Aaj mehfil sazane ki raat hai... Aaj muhabbat ki sham hai sab kuch haseen hai, muhabbat nahi hai to kuch bhi nahi hai, Socho mat izhar kar bhi do aaj sab Kuch to baat hai. Aaj ye hasin tumhari ek nigah se qatal ho rahe hai, Tumhare ek ek   aadao ke diwane ho rahe hai, Mehfil me rang bhar ke tum aur tumhare azmaish me sab kuch to baat hai.. Aaj mehfil sazane ki raat hai. Ajj Muskura do sabhi phir se ye pal tumhare hai,          kyu Sham-e-mehfil me roshni kam hai, Mehfil ke aashiq kidhar hai sab Kuch to baat hai.

Mitti ka hu Patthar ka nahi

Mitti ka hu Pathar ka nahi, Pathar dil na ban mitti me mil jayega, Dil ko narm rakh  soch kuch nahi, Gale lagenge sab tu hero ban jayega. Mitti ka hu Pathar ka nahi, Pathar dil na ban mitti me mil jayega. ... Sukun Apno ke khushi me hai aur kahi nahi, Zindagi se kuch sikh kidhar jayega, Bure waqt me mat soch itna ki apne pass kuch nahi, bas sabr kar Waqt har haalat ko utha le jayega, Mitti ka hu Pathar ka nahi, Pathar dil na ban mitti me mil jayega..                                                                  Abdul Ahad( The_Taans) मिटटी का हु पत्थर का नहीं , पत्थर दिल न बन मिटटी में मिल जायेगा, .दिल को नरम रख सोच कुछ नहीं, गले लेगेंगे सब तू हीरो बन जायेगा। मिटटी का हु पत्थर का नहीं , पत्थर दिल न बन मिटटी में मिल जायेगा। सुकून अपनों के ख़ुशी में है और कही नहीं, ज़िन्दगी से कुछ सिख किधर जायेगा , बुरे वक़्त में मत सोच इतना की अपने पास कुछ नहीं, बस सब्र कर वक़्त हर हालत को उठा ले जायेगा।। मिटटी का हु पत्थर का

Meri Kismat

Ek pal yaadgar tha, Jab mai aasmano me tha, Sab kuch hote huye bhi sochta tha, Kismat badalta dekhta tha.. Lamhe essa aaya tha, Jaise me pahadon mai tha, Kabhi soch mai duba tha, To kabhi un yadon me tha. Sab kuch hote hue bhi sochta tha, Kismat badalta dekhta tha.. Ek tufan aaya tha, Wo ghar ko ujad chala tha, To phir mehnat hua tha, Ab makan phir khada tha.. Sab kuch hote huye bhi sochta tha, Kismat badalta dekhta tha......                                                                Abdul Ahad

Bhai Ka pyar

Mujhe Uske Haalat ka khabar hai, Zameen-o-Asmaan ka safar hai. Mujhe Apne Bhai se pyar hai,hai. Uski Duaao ka yahi to asar.. Un Parindon jesa uska nazar hai, Zamane ka yahi to manzar hai.. Ki mujhe uske haalat ki  khabar hai, Zameen-o- Asmaan ka safar hai..